Woh Husn.e.Mujasam kamaal uski aankhen.
Saraapa Mohabat jamaal uski aankhen.
Agar kahen biken to dono jahan dy k ly loun.
Mein woh chehra woh zulfen woh gaaal uski Aankhen.
Agar koi poochy k dunya mein kya hai.
To dy ga zamana misaal uski Aankhen.
Comments
Post a Comment